Android Phone Ki RAM Kaise Increase Kare Complete Guide
Hello Friends Aaj Ham Baat Karenge Ki Android Mobile Ki Ram Ko Kaisa Bada [Increase] Kar Sakte Hai Puri Jankari Hindi Me
Android Phone Me Ram Se Related Problem
1.mera phone samsung ka hai or android 4.2.2 hai ye game play nhi hoti kya kru stop ho jati hai.
2.mere phone me jab game open karta hoon to hang ho jata hai .
3.me ye game download kar lu chelegi ya nhi kya kru chal nhi rhi kese kru kya kru.meri help kro.
4.me apne phone me vice city chalana chahta hoon koi tricks hai.
Esse kyi swaal puche jate he Inka ek hi jwaab hai
ki memory ke kam hone se phone me games nhi play hoti.
Android Phone Ki RAM INCREASE Kare
Android Phone Ki RAM Kaise Increase Kare Complete Guide
Requirements :-
Requirements :-
1 RAM EXPANDER
2.Root android device.
3.SD CARD
Apko in 3 chizon ki sakhat jaroort hogi
1.SABSE PEHLE TO APNE ANDROID PHONE KO ROOT KRE AGAR ROOT NHI TO YE NHI HOGA
2. RAM EXPANDER DOWNLOAD KRE
AB INSTALK KAR OPEN KRE
.Menu botton par Click Kar De or Swapdir select kar sd card chune .
Apne phone ki ram kese badhaye
Niche optimal value par click kar ke dekhe ki kitni RA M increase ho sakti hai.
Niche optimal value par click kar ke dekhe ki kitni RA M increase ho sakti hai.
AB uper swap active par click kar de aapkiek process hogi jab 100% ho jaye to reboot mtlb restart kar de
phone apke android phone ki ram Ab bad chuki hai par setting me nhi dikhegi
NOTE :- APKE PHONE ME SD CARD FORMATE HO TA KI RAIM KO INCREASE KARANE KE LIYE SPACE MILE.OR BHOOL KAR V SD CARD NA NIKALE NHI TO YAHI KIRIYA DUBARA KARNI PDEGI.
Tag :
Mobile